Pages

Friday, February 16, 2024

Rahudev Ketudev Chalisa

 Om Ganeshya nam:


Namo namo Rahudev aur Ketudev kii, joh danav hain aur jisee Surya aur Chandra baiyee patee hain (1)
Kali yug mein iin dono kaa bhut hii mahatva hain (2)
Rahudev aur Ketudev bhut hii kasth dete hain un logo ko joh buree kaam aur karm kartee hain hamesha (3)
Jis kii kundali mein Rahudev aur Ketudev sayii sthan mein nahi hain (4)
Woh hamesha rahu aur ketu kaa nam jap kare aur unhee prasaan kare (5)
Jab bhi koi kasht see pirit hoo aur iiss kasht ka karan Rahudev aur Ketudev ho toh raksha kare unse Hanumanji aur Shanidev (6)
Jap kare joh hamesha naam jaap Hanumanji, Shanidev, aur in dono devo ka - Rahu aur Ketu dev ka (7)
Hamesha dur rahein dukh unsee (8)
Jo koi jape nam iin charooh ka iss pavan din ko – Mangalvar aur Shanivar ko (9)
Woh hamesha rahee sukhi aur dukh dur rahee unsee hamesha kee liyee dur (10)
Rahudev aur Ketudev ko milaa hain vardan Durga mata see (11)
Iss liyee mata ki bakti bhii raksha karee inkee prakop see (12)
Joh koi karee buraa kaam, unhee Rahudev aur Ketudev dee dand (13)
Dand bhi aisee kee joh kare bura kaam unhee rahe hamesha yaad (14)
Samundar manthan ke baad see hii unkaa sthan iis brahmand mein amar hain (15)
Kaasth woh dete hain usse hii jo karee burra karm (16)
Kali yug kee is prithvi lok mein hain unkaa bara sthan (17)
Buraa karm jiska wooh boge maar iin graho kaa (18)
Innhee saab dusht graha kee naam see jante hain (19)
Paap janhaa waah unkaa aaasar bura aur zaada karte hain (20)
Jooh sahi rastee mein chaltee hain unhee ashirwad bhi dete hain (21)
Joh karm bura karte hain unhee dand dete hain aur sahii dessha dikhatee hain (22)
Joh pastawa karte hain unhe Dand waisee kii joh woh shanee kar sakhtee hain(23)
Rahudev aur Ketudev koo chaal, papi, abhimani aur kapti jeev koo vara bha dete hain (24)
Paar joh koi eek sacha aur sudh purush hain, unhe aishirwd aur vara bhi dete hain (25)
Rahudev aur Ketudev sudh purush kii parikhsa lete hain (26)
Joh pariksha mein kharee utar tee, unkee jevan mein sukh, samrudhi aur sobhagya dete hain (27)
Hamesha kripa karee Rahudev aur Ketudev hum sab par, joh bhi koi manse parthana karee unkaa(28)
Joh jape Om Ram Rim Rom SA Rahudevya nam aur Rahu dev ko prasan kare (29)
Asia hi jape Om Kam Kim Kom SA Ketudevya nam aur Ketu dev ko prasan kare (30)
Jo koi japee iis mantro koo roz 108 bar, uskaa beraa par lag jayeenga (31)
Inn mantroo kee saath jape hanumanji, Durga mata aur shani dev ka mantra uskee jeeven mein param sukh hoyeee (32)
Innkee kaam hiii hain kasht, dukh aur Ashanti bara naaa, paar wooh suk, dhan aur shanty bhhi pradan kartee hain (33)
Jisee naa bhii karm apna acha rakha, unhee sukh diyaa hain (34)
Rahudev aur Ketudev kee prernaa see hii unkee chalisa ka rachnaa kiya hain (35)
Jai hoo Rahudev aur Ketudev kiii jinno nee apnee chalisa diyaa hamhee (36)
Hameshaa chalisa ka path karnee see dukh aur Ashanti duur bhaghee (37)
Sukh shanty aur shobhagya kaa asirbhad detee aayee chalisaa (38)
Navgraha mein Rahudev aur Ketudev koo prasan karna thora kashth hain (39)
Rahudev aur Ketudev apnee baktoo kaa parikshaa bhutt hii latee hain aur uskee baat unhee sobhagya kaa vardhan dete hain (40)

OM SHRI RAHUDEV KII JAYE HO – OM SHRI KETUDEV KII JAYE HO

No comments:

Post a Comment